@Hi Guys ! aaj mai aapko UAN ke bare me batane ja raha hu ki akhirkar provident fund me UAN number kya hai aur is number se aapko fayda kya hai Provident fund (EPFO) ke andar aane wale sabhi employers ko (Universal Account Number) UAN diya gaya hai aur sabhi ko iska use karna jaruri hai.
Ish number se staff apne PF account ki jankari online kahi par bhi check kar sakta hai Pahle jab bhi koi staff ki naukari badalti or transfer hoti thi to uska purana PF account band kar diya jata tha aur uski jagah par new PF account chalu kar diya jata tha par ab UAN number ki badaulat aisa nahi hota hai.
Universal account number se logo ko purana PF account ko band karne aur new PF account ko chalu karne se bahut rahat mili hai ab jab bhi kisi staff ki naukari badalti hai to uska purana PF account band nahi hota hai balki usi account me PF contribution transfer ki jati hai aur ye sab UAN number ki badaulat hoti hai par iske liye staff ko Company or Organization ko apne UAN number dena hota hai.
UAN Kya Hai ( What Is UAN)
Iski suruwat modi ji ne october 2014 me ki thi aur ish plan ke tahat har employers ko apne employee ko ek special number dena hota hai jiski madad se employee apne PF account ko online dekh sakte hai Ish number ko badla nahi ja sakta hai aap kitni hi naukriya kyu na change kar le par ye number wahi rahega aur har employee ko ish UAN ko applicable kar lena hai agar aap ishe applicable nahi karte hai to aapke upar Employee Provident Fund Scheme 1955 ke tahat action liya jayega.
Apna UAN Kaise Paye ( How To Get UAN)
Company hi apni har employee ko universal account number deti hai aur Ish number ko pane ke liye aapko apne company se baat karni hoti hai Company apne employees ki number ke adhar par EPFO se number mangti hai aur phir baad me wahi number company me kam karne wale employees ko distribute ki jati hai.
Number milne ke baad phir aapko ishe activate karna hota hai aur activate karne ke liye aapko ish apne Aadhar Card, PAN number or Bank Account se link karna hota hai Number ko Link karne ke bad hi aapka UAN activate hota hai aur phir iske baad aap iska use kar sakte hai.
UAN ka Kya Fayda Hai
Ish number ke milne se kisi bhi employees ko naukari badalne par PF ka paisa nikalne aur use transfer karne ki problem se chutkara milta hai PF account holder apne pure career me kisi bhi state me pure india me ish number ka use kar sakta hai Job badlne ke baad bhi aapko PF ka paisa nikalne or transfer karne ki jarurat nahi padti hai Ish number par new employer aapke account me paisa jama kara sakta hai Ye Construction Sector me kaam kar rahe employee ke liye bahut fayde mand hota hai unhe apni job turant chhodni hoti hai aur dusre town jakar phir naukari karni hoti hai.
So Guys ! hope you like our post agar aapko UAN se related topic me aur bhi kuch discuss karna hai to wo aap hame comment me apna opinion de sakte hai aur agar aapko aise hi post padni hai to hamare blog subscribe kariye ya ishe apne browser me pin or bookmark karke rakh lijiye.
Post pasand aayi to use social sites me jarur share kariye aur apne dosto ke saath bhi hamari ish info ko share kare taaki unhe bhi ish post ke bare me jankari mil sake.
UFO pe ek details post likhe please 🙂
Han jarur !
Rohaan bhai bahut bahiya post likhe apne. Or ek post likho ki pf record mai mobile no kaise change kare
Ohky @Neeraj
sir meri site open kar ke dekhiye.. na jane kyu ye offline show ho rahi hai kal se. maine cloudflare me apni site ko add kiya hai aur cloudflare service active bhi ho gayi hai fir bhi meri site open nahi ho rahi.
Aapne DNS record sahi se add nahi kari hai Cloudflare >> DNS me ja kar apne hosting ka IP address daliye
Sir mere blog ki post me photo upload ni hota he kya kru me halle me sir
Apne blog ka Link de plz?
सर पहले मेरी ब्लॉग का नाम the cricket view ता हुसमे बी प्रॉब्लम ता इसे लिए मेने दूसरा ब्लॉग बना लिया उसमे बी प्रॉब्लम नई हटा तो मैने तीस्ता ब्लॉग बना लिया अब में ब्लॉग नई बनाना चाहय सर मेरे पोस्ट में फोटो अपलोड करते ही पोस्ट आजाता हे adslekat नई हटा
सर आप कोनसी link मांग रहे हो में नई समाजा मेने अबी न्यू ब्लॉग हिबनाय हे पहले ब्लो में में 12 पोस्ट डाल चूका ता पीर यह प्रॉब्लम आगया
Jis blog par problem aa rahi hai
Sir mereko ap se hi hume he ki aap mere problam tik kar doge Plex sir happen me me apni id ka password or gmail aapko send kar du aap chak karke bata dijiyega
Facebook par bhejiye !
Sir mujhe is Number 9600866566 par uan Number pahle massage aaya lekin galti se delete ho gaya hai sir please help mujhe uan Number phir se mil sakta hai kya
Facebook id hai Byaas kumar
Ish website par jaakar aadhar ya PAN enter kariye aapko UAN number ki jaankari yahi milegi – Login UAN !
Sir aapki facebook kya name se he
HindiTechHelp
Sir mene aapki facebook par gmail or password bej diya he problam ho jo aap chak kar lena or mereko bata dena please sir
Bhai AdSense Se Abtak Kitna kama Chuke Ho ?
Come to the ID – Facebook !